Wednesday, January 20, 2010

Monday, May 25, 2009

my unknown thought

main nah janta ki vichar sharir k kis hisse se paida hote hai,kabhi acche to kabhi gande,kabhi desh ki bhavna,to kabhi kuchh,..... ishii vicharo k sath sota hu aur ishi k sath uthta hun... na jane kabhi-2 lagta hai kii main ek din aisi jagah jaunga jo mere desh ko mujh par proud hoga......... KABHH KABHH MERE DIL MAIN KHYAL AATA HAI USH BAPU KA JISSE MAIN SABSE JYADA PRABHAVIT HUN................................................................,,,,,,,,,,, GANDHI KO AGAR SAMJA JAYE TO aap mahsoos karoge ki vo kya chees thi ,uskato andaj hi nirala tha uske andolan ka nam asahyog, savinay avagya,to kabhii " karo ya maro" gandhi aisha vichar tha jisne hame sahi roop se aajadi d VO KAISE?.............

JANTE HO AAJ VILLAGE'S K PEOPLE GARIV.... HOTE HAIN (GENERALLY) KYONKI SHAHAR UNKA SOSHAN KAR RAHE HAIN , KACHHA MAL JAISE WHEAT ,SARSO ...... VOLEKAR CERELLAC,ANNAPOORNA AAA, SHAKTI BHOG JAISE, SUFFOLA CHAMBALJAISE UTPAD BANAAKAR KAR RAHE HAIN,SIMILARLY MNC COMPANY HAMARE HII SHAHRO K PAISE SE LOOT RAHI HAI, SIMILARLY AAJADI SE PAHLE HAMKO ECONOMICAL ROOP SE KAMJOR BANAYA JA RAHA THA VIDRSI VASTRO KI AGAR GANDHI NE HOLI NAH JALVAYI HOTI TOAAJ BHI SHAYAD HAM UNPAR HI DEPAND RAHTE AUR MENTALLY GULAM HOTE,...........
LEKIN DUIYA UNKO CHARKA KATNE VALA SMJATI HAI USKI SOCH AUR DOORDARSITA KO IMPORTENCE NAH DETI................